Aslam alikum main APNA makaan kiraye par Dena cahata 1 floor 120 gaz ka jis main 3 kamrea Hain full size ke 1 tv longh he barha 2 bathroom Hain aik bathroom kamrea ke Ander attached he aur aik kicha he aur bahir ki bhi taraf Sahab aur bhi he thorha barhaal family choothi honi cahiye Kam istemal khrchea wali tang na karnea wali nihayat hi sareef family ho
bijli aur sowi gas alag hega Jo istemal Koro ge wahi barhna hoga
jis bahi ko cahiye ho who Shaam 5 bajea se lakar Raat 12 bajea tak rabta karea is number par
0#3#0#1#2#3#0#6#8#9#5
0#3#1#5#0#2#0#6#3#0#5
watts app par bhi hega 0.3. 0.1 wala